Aap Agar Accounting ka Kaam Tally ERP 9 Software Par Karte Hai To Aapko Apne Work Ko Proper And Sahi Way Se Aasani Se Karne Ke Liye Shortcut Keys Ka Use Karna Tally Me Aana Chahiye Tabhi Aap Tally Me Entries Ko Aasani Se Post Kar Sakege, Kyuki Shortcut Keys Ka Tally me Kafi Jada Importance Role Hai. Aaj Ki Post me Main Aapko Tally Me Shortcut Keys Ke Bare Me Puri Jankari Duga Aur Sath Hi Sath Aap Is Shortcut Keys Ko PDF Me Download Bhi Kar Sakte Hai Shortcut keys in tally erp 9 Pdf To Aaiye Jante Hai.
Shortcut Keys in Tally ERP 9 :-
Shortcut Keys Ko Tally Me Janane Aur Isko PDF File me Download Karne Ke Liye Aap Niche Diye Link Se Download Kar Sakte Hai.
Sabse Pahle Mai Tally ERP 9 Me Un Shortkeys Ki Baat Karuga Jiske Jariye Aap Tally Me Apne Work Ko Aasani Se Aur Bahut Hi-Speed Ke Sath Kar Paege Toh, Aaiye Janate Hai.
1:-Gateway Of Tally Me Short Keys Ka Use Kaise Kare?
Gateway Of Tally Me Aapko Agar Short Key Ka Use Karke Aasani Se Entry Karni Hai Toh Aap Sabse Pahle Ye Dakhe Ki Jo Bhi Capital Letter Me Word Hoga Wohi Uski Short Key Hogi.
Aur Wo Word Hamesa Highlighted Aapko Dikhai Dega. Aaiye Example Se Batata Hu.
1:- Accounts Info Shortcut Key___(A) Simply Keyboard Se A Button Press Kare Accounts info Open Ho Jaega.
2:- Payroll Info Shortcut Key___(L) Simply Keyboard Se L Button Press Kare Payroll info Open Ho Jaega.
3:- Inventory Info Shortcut Key___(I) Simply Keyboard Se I Button Press Kare Inventory info Open Ho Jaega.
4:- Accounting Voucher Shortcut Key___(V) Simply Keyboard Se V Button Press Kare Accounting Voucher Open Ho Jaega.
5:- Inventory Voucher Shortcut Key___(T) Simply Keyboard Se T Button Press Kare Accounts info Open Ho Jaega.
6:- Payroll Voucher Shortcut Key___(Y) Simply Keyboard Se Y Button Press Kare Payroll Voucher Open Ho Jaega.
7:- Import Of Data Shortcut Key___(O) Simply Keyboard Se O Button Press Kare Import Of Data Open Ho Jaega.
8:- Banking Shortcut Key___(N) Simply Keyboard Se N Button Press Kare Banking Open Ho Jaega.
9:- Balance Sheet Shortcut Key___(B) Simply Keyboard Se B Button Press Kare Balance Sheet Open Ho Jaegi.
10:- Profit & Loss A/c Shortcut Key___(P) Simply Keyboard Se P Button Press Kare Profit & Loss A/c Open Ho Jaega.
11:- Stock Summar Shortcut Key___(S) Simply Keyboard Se S Button Press Kare Stock Summary Open Ho Jaegi.
12:- Ratio Analysis Shortcut Key___(R) Simply Keyboard Se R Button Press Kare Ratio Analysis Open Ho Jaega.
13:- Display Shortcut Key___(D) Simply Keyboard Se D Button Press Kare Display Open Ho Jaega.
14:- Multi-Account Printing Shortcut Key___(M) Simply Keyboard Se M Button Press Kare Multi Account Printing Open Ho Jaega.
Thik Isi Tarah Aap Kisi Bhi Menu Me Suru Ke Capital Word Ko jaise hi Press karege, Wo Open Ho Jaega.
2:-Accounts Info Me Short Keys Ka Use Kaise Kare?
1:- Groups Ke Liye Shortcut Key___(G) Simply Keyboard Se G Button Press Kare Groups Open Ho Jaega.
2:- Ledgers Ke Liye Shortcut Key___(L) Simply Keyboard Se L Button Press Kare Ledgers Open Ho Jaega.
3:- Voucher Types Ke Liye Shortcut Key___(V) Simply Keyboard Se V Button Press Kare Vouchers Type Open Ho Jaega.
4:- Quit Ke Liye Shortcut Key___(Q) Simply Keyboard Se Q Button Press Kare Quit Ho Jaege Tally Se.
3:-Inventory Info Me Short Keys Ka Use Kaise Kare?
1:- Stock Groups Ke Liye Shortcut Key___(G) Simply Keyboard Se G Button Press Kare Stock Groups Open Ho Jaega.
2:- Stock Items Ke Liye Shortcut Key___(I) Simply Keyboard Se I Button Press Kare Stock Items Open Ho Jaega.
3:- Unit Of Measure Ke Liye Shortcut Key___(U) Simply Keyboard Se U Button Press Kare Unit Of Measure Open Ho Jaega.
4:- Vouchers Types Ke Liye Shortcut Key___(V) Simply Keyboard Se V Button Press Kare Vouchers Types Open Ho Jaega.
5:- Copy Allocation Details Ke Liye Shortcut Key___(A) Simply Keyboard Se A Button Press Kare Copy Allocation Details Open Ho Jaega.
Theek Isi Tarah Se Aap Tally Ke Kisi Bhi Menu Me jakar Uski Short Key Ko Apne Keyboard Se Wo Word Ko Press Karke Aasani Se Use Kar Sakte Hai, Aaiye Ab Another Short Key Ka Use Karna Aapko Bataye.
Tally Short Keys in Following:-
## Tally Me Company Se Related Short Keys:-
1:- Alt+F1___Company Shut Means Company Ko Close Karne Ke Liye Use Karte Hai.
2:- Alt+F3___Company Info Means Company Info Par Jane Ke Liye Use Karte Hai.
3:- F2___Date Means Company Ki Date Ko Change Karne Ke Liye Use Karte Hai.
4:- Alt+F2___Change Period Means Company Ke Period Financial Year Wagara ko Change Karne Ke Liye Use Karte Hai.
Company Short Keys
## Tally Me Accounting Vouchers Se Related Short Keys:-
1:- F4___Contra Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai.
2:- F5___Payment Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
3:- F6___Receipt Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
4:- F7___ Journal Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
5:- F8___Sale Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
6:- F9___Purchase Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
7:- F10___Reversing Journal Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
8:- F11___Features Options Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
9:- F12___Configuration Setting Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
10:- Alt+F1___Voucher Menu Me Rahne Par Agar Aap Alt+F1 Press Karege Toh Inventory Voucher Par Stock Journal Voucher Open Ho jaega.
11:- Ctrl+F2___Sale Order Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
11:- Ctrl+F2___Sale Order Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
12:- Ctrl+F1___Payroll Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
13:- Ctrl+F8___Credit Note Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
14:- Ctrl+F9___Debit Note Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
15:- Ctrl+F10___Memo Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
16:- I___Alt+I Press Karne Par Accounting Invoice Open Ho jaegi.
17:- V___Ctrl+V Press Karne Par As Voucher Open Hoga.
18:- Ctrl+T___Post Dated Voucher Ke Liye
19:- Ctrl+L___Optional Voucher Ke Liye
Accounting Voucher Short Keys
## Tally Me Inventory Vouchers Se Related Short Keys:-
1:- Ctrl+F6___Rejection Inward Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
2:- Alt+F6___Rejection Outward Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
3:- Alt+F8___Delivery Note Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
4:- Alt+F9___Receipt Note Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
5:- Alt+F10___Physical Stock Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
6:- Ctrl+J___Material Out Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
7:- Ctrl+W___Material In Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
8:- Alt+S___Stock Query Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
9:- Ctrl+T___Post Dated Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
10:- Ctrl+L___Optional Voucher Open Karne Ke Liye Use Karte Hai
Inventory Voucher Short Keys
## Tally Me Balance Sheet Se Related Short Keys:-
1:- Alt+F1___Detailed View Ke Liye Use Karte Hai.
2:- F7___Valuation Ke Liye Use Karte Hai.
3:- Alt+S___Sechudle Ke Liye Use Karte Hai.
4:- Alt+C___New Column Add Karne Ke Liye Use Karte Hai.
5:- Alt+A___Alter Coulum Karne Ke Liye Use Karte Hai.
6:- Alt+D___ Column Delete Karne Ke Liye Use Karte Hai.
7:- Alt+N___Auto Column Ke Liye Use Karte Hai.
8:- F9___Inventory Report Ke Liye Use Karte Hai.
9:- F10___Account Report Ke Liye Use Karte Hai.
10:- Alt+F12___Range Ke Liye Use Karte Hai.
11:- Ctrl+F12___Value Ke Liye Use Karte Hai.
Balance Sheet Short Keys
## Tally Me Invoice Print Se Related Short Keys:-
1:- Alt+P___Invoice Print Karne Ke Liye Use Karte Hai.
2:- Alt+L___Print Language Set Karne Ke Liye Use Karte Hai.
3:- Alt+I___ Print Preview Dakhne Ke Liye Use Karte Hai.
4:- Alt+T___Invoice Print Titling Karne Ke Liye Use Karte Hai.
5:- Ctrl+G___Invoice Print Page Nos Check Karne Ke Liye Use Karte Hai.
6:- Alt+R___Invoice Pre Prianted Use Karne Ke Liye Use Karte Hai.
7:- Alt+F___Invoice Print Format Set Karne Ke Liye Use Karte Hai.
8:- Alt+C___Invoice Print Copies Use Karne Ke Liye Use Karte Hai.
9:- Alt+S___Select Printer Ke Liye Use Karte Hai.
10:- Alt+E___Data Export Karne Ke Liye Use Karte Hai.
11:- Alt+M___Mail Karne Ke Liye Use Karte Hai.
12:- Alt+O___Upload Karne Ke Liye Use Karte Hai.
13:- Alt+G___Language Set Karne Ke Liye Use Karte Hai.
14:- Alt+K___Keyboard Use Karne Ke Liye Use Karte Hai.
15:- Alt+H___Help Ke Liye Use Karte Hai.
16:- Alt+Z___Invoice Zoom Karke Dakhne Ke Liye Use Karte Hai.
Print Setting Short Keys
Others Short Keys:-
1:- Ctrl+Alt+C___Tally Me Data Ko Copy Karne Ke Liye Use Karte Hai.
2:- Ctrl+Alt+X___Tally Me Data Ko Cut Karne Ke Liye Use Karte Hai.
3:- Ctrl+Alt+P___Tally Me Data Ko Paste Karne Ke Liye Use Karte Hai.
4:- Alt+A___Tally Me Data Entry Post Karte Time New Voucher ko Add Karne Ke Liye Use Karte Hai.
5:- Alt+S___Tally Me Tax Liability Ko Kam Karna Chahate Hai, Alt+S Press Karne Par Statutory Adjustment Open Ho jaega Usi Ke Liye Use Karte Hai.
6:- Ctrl+Enter___Tally Me Data Entry Karte Time Ledger Dakhna Ya Alter Karne Ke Liye Use Karte Hai.
7:- Ctrl+N___Calculator Open Karne Ke Liye Use Karte Hai.
8:- Alt+X___Entry Ko Cancel Karne Ke Liye Use Karte Hai.
9:- Ctrl+R___Koi Narration Aapne Type ki hui Hai Usko Again Likhne Ke Liye Ctrl+R Press karege Narration Again Call Hokar Aa jaegi Usi Ke Liye Use Karte Hai.
10:- Alt+2___Duplicate Voucher Create Karne Ke Liye Use Karte Hai.
No comments:
Post a Comment